Eid Poetry, Urdu Eid Poem, Urdu Eid Poetry
Let me remind you its my original :)And Yes Eid Mubarak To All My friends, well Wishers And Blog Readers
To Arz Hain....
Jab Wo Nikle Ban Than Ke Eid Ke Din
Jab Wo Nikle Ban Than Ke Edd Ke Din
Dhakanain Meri Mere Dost Rahe The Gin
Aur Mere Dil Se Aa Rahi thi Sada
Kash Kar Loon Apne App Se Main Ye Wada
Na Dhondon Ga Agle Saal Se Chand Ko Falak Pe
Mana Loonga Eid Appki Sirf Ek Jhalak Se
----
Aadab Arz Hain
4 comments:
Meryam Rashid
Thank u sooo much for the sweet shayari
Good
Fathimaranganadh
har bar ki taraha is bar be tere yad main anso bahaon ga main eid nahi manaon ga..
yar kisi ka pass yah gazal ho to plz plz plz mujy send kar da.
my number 03066131415
Har baar ki tarah is bar bhi ansu bahaon gi,
Suno logo, mein eid nahin manaoon gi,
Sahuuun gi gham akele chupke chupke,
Zakham apne na kisi ko dikhaon gi,
Suno logo, mein eid nahin manaon gi.
lage gi mehndi hathon per, urti phiren gi titliyaan
Mein ponch ke ankhen, chup chap se so jaaon gi
Suno logo, mein eid nahin manaon gi.
Jis haal mein hoon mein, bohat khush-haal hoon mein
Zamaney bhar se achi hon, aag kahin na lagaon gi
Suno logo, mein eid nahi manaaon gi..!
Post a Comment